paise kaise kamaye
Friday, 10 November 2017
Thursday, 14 April 2016
Youtube Ka Speed Kaise Badhaye Hindi Me
Youtube Ka Speed Kaise Badhaye.
YouTube ek adbhoot saadhan jisse kai tarah ke videos dwara log mugdh rehte hain. Yeh sabse accha tarika hain videos ko nirantar roop mein dekhte rehne ka. Isme na sirf aap apne pasandida videos dekh sakte hain balki apni pasand ke videos upload bhi kar sakte hain. Iska maza aap tab hi lein sakte hain jab aapke paas ek yogya internet connection ho. Na sirf tez internet connection iski mool zaroorat hain balki video bhi bina kisi rukavat ya buffering ke bina chalna chahiye. Aaiye jaane aap Youtube Ka Speed Kaise Badhaye, taki videos dekhna aur bhi mazedaar ho jaaye.
Sarvshreshtha karak hain aapke internet ka speed. Aaj ke daur mein internet koi bhi kaam karne minton mein ka sabse aasan tarika hain. You Tube ki buffering ki speed aapke internet ki speed par nirbhar karti hain. Agar aapka computer purane hardware par chalta hain to isse aapke videos load ya buffer hone mein adhik samay lagte hain. Ise theek karne ke liye niche diye upaayon ko apnaye. Youtube Ka Speed Kaise Badhaye.
Apne internet ke speed ko 20% tak badhayen
Internet ki speed 20% tak badhane se you tube ki speed bhi badh jaayegi. Agar aapke PC ya laptop mein windows software hain to aap bahut aasani se apne internet ki speed ko badha sakte hain. Iske liye aap apne computer ke start button par click karen, menu mein se run chunein aur usme typr karen “gpedit.msc”. Phir local computer policy chun kar limit reservable bandwith tak pahunche. Is par double click karen tatha bandwith sima ko 0 kar dein.
Content Delivery Networks ek aisa system hain jiske dwara kai networks mil kar bhugalik sthan ke aadhar par internet ke panne banate hain. Jab aap You Tube par video dekhte hain to usse us server se chalaya jata hain. Jahan pe woh usse pehle dekha ya jama kiya gaya tha aur na ki You Tube ke server se. Alag alag server dwara video dekhne se You-Tube ki buffering speed par asar ho sakta hain. Isliye aap CDN networks dwara istemaal ho rahe hain vibhinn IP addresses ko block kar sakte hain. Youtube Ka Speed Kaise Badhaye.
YouTube DNS ka istemaal karen
Aap You Tube ki buffering ki speed ko badha sakte hain agar aap alag DNS connection se internet ka istemaal karen. Iske liye aap apne PC ke control panel ke network connections ko chunei. Isme Properties ke button mein jaakar Internet Protocol ko chunei. Open DNS addresses mein naye DNS server ke number daalein. Youtube Ka Speed Kaise Badhaye
SpeedBit Video Accelerator ka istemaal karen
SpeedBit Video Accelerator sabse accha software hain YouTube ki buffering ki speed ko badhane ke liye.Yeh na sirf YouTube balki anya 165 video sites jaise Yahoo video, Facebook, AOL video aadi ke liye bahut acche se kaam karta hain. Aapko keval yeh software install karna padega. Iska muft vivaran sabhi sadharan videos ko chala sakta hain par HD (High Definition) videos ke liye aapko paise dene padenge
Cache Data ko saaf karen
Aapko apne saare purane cached ya browsing data jaise history, passwords, aadi niyamit roop se hatate rahen jisse ki aapke internet ki speed par asar na ho. Aise kai software bhi uplabdh hain jo aape unchahe browsing data ko hatati rehti hain. Aap Ccleaner software ka istemaal kar sakte hain iss kaam ke liye. Youtube Ka Speed Kaise Badhaye.
Flash Player ke liye aap cache size ko badha sakte hain
Agar aap Internet Explorer ya Mozilla Firefox ka istemaal karte hain to YouTube ki speed badhane ke liye videos ki size ko badha sakte hain. Isse aapka video jaldi load ho jaayega.
You Tube ki video quality badal sakte hain
YouTube ki speed badhane ke liye aap videos ki quality badal sakte hain. High quality videos ko aap low quality jaise 240p ya 360p tak badal sakte hain. Youtube Ka Speed Kaise Badhaye.
You-Tube par aanewale vigyaapan band kar dein
Video dekhte samay koi vigyaapan beech mein aa jaye to aapke video ki speed kam ho jaati hain. Isse bachne ke liye aap ek plug-in bhi install kar sakte hain jo ki You Tube par aanewale vigyaaoanon ko rok deta hain. Adblocker taknik ek sarvashreshtha upay hain in vigyaapanon ko rokne ke liye.Apko ye article kaisa laga niche comment me jarur likhiye.
Monday, 4 April 2016
Internet Se Paise Kaise Kamaye in Hindi

Agar aap soch rahe hoge ki Internet Se Paise Kamana mushkil he, to aap galat he. Aapko chiye ek sahi rasta. Hamesha log internet se kamane ke chakkar me dollar money ya phir sign up for money aise programs wali website pe jate he, jo ki sarasar galat he. Asal me wo websites hi aapse mile hue unke ads par clicks se paisa kamate he, wo hume kahase paisa denge.

Agar aapko aur help chahiye toh, muze comment kar ke bataye. Agar puri jankari chaihye ki kaise account banaye, aur kaise copy kare, toh muze
comment kar ke bataye,
Samaj lijiye aapne blog bana diya, us blog par agar aapko traffic lani he to ye niche diya hua code aapke ad ke sath copy kar dijiye. Usse aapke har click par aapko dugna revenue hoga aur sabse important, Google aur bing se traffic aani chalu ho jayegi. Website par traffic lane ka ek secret. Is code jaise ki vaise copy kare, agar code change iya to ye code chalta nhi he.
Internet Se Paise kaise Kamaye
Padhiye ye Internet Se Paise Kaise Kamaye Hindi tutorial, aapko bohot helpful rahega. Chaliye To fir jante he ki Internet Se Paise Kaise Kamaya jaye.
Aaj me aapko ekdm sahi tarike se bataunga ki Internet Se Paise Kaise Kamaye ja sakte he. Uska udaharan khud mai hu. Iske liye aapko ek rupee bhi nahi lagega, ye tips bilkul bina investment kiye use kar sakte ho.
Online paise kamane ke liye niche likhi hui chije aapke pas chahiye.
- Basic Computer ka gyan – Basic knowledge of Computer.
- Internet Connection.
- 2 Mahine tak ka intajar karne ki tayari.
Agar ye upar di gayi chije aapke pas he toh, me aapko kuch aise tips bataunga jisse aap 2 ya 3 mahine ke andar me 9000 se 10,000 rupaye (rupees) kama sakte ho. Par ha, uske liye aapko 2 mahine tak ka dhiraj rakhna hoga.
- Agar aapko Mobile Se Paisa kamana hai, to Download kijiye ye Best MCent App : Download Now
- Also Read : Youtube Ka Speed Kaise Badhaye Hindi Me.
Step 1 Email Account
Sabse pehle aap email account banva lijiye, Shayad aapke pas pehle se email account hoga
Email Account banavane ke liye aap Gmail, Yahoo, HotMail aise email providers ka istamal kar skte he, Account banana ke bad aapke pas khudka ek email id milega, example – internet.money@gmail.com. Me aapko Gmail use karne ki salah dunga. Kyo ki aage jake Gmail se hi hum website banana wale he, jisse hum paisa kamyenge.
Chalte he dusre step ki aur.
Step 2 Chahiye Ek Website
Ghabrayi mat, website koi badi bat nahi he, me aapko free me website kaise banate he wo bataunga, uske bad aapke pas aapki khudki website hogi.
Free website banana ke liye aapko jana he, www.blogger.com par waha apne email aur password se login kijiye. Pehle hi screen par wo aapke website ka nam puchega, waha apne website ka nam dlana he, example – www.online-paisa-kaise-kamaye.blogspot.com jo ki ye aapki khud ki website rahegi..
Yah ape aap ko kuch aapke man se posts likhne he, jo bhi aap likhoge wo aapke website par dikhega.
Is tarah 3 se 4 aapke manpasand post likihiye, kuch idea me deta hu.
Aise kuch topics select kijiye, aur unke liye 5 se 6 post likh dijiye. Ye sab free he. Post likhne ke liye koi paisa nahi lagega. Aur bas 8 din bad kamal dekhiye. Aapke website log padhne lagege, wo popular ho jayegi. Google search me aapki website dikhne lagegi. Is process me 3 se 4 din lagte he. Google 3 4 din bad aapki site unke list me shamil karegi. Aur bas yahi hame chahiye paise kamane ke liye,
Ab me bataunga sabse main part, yaha tak toh hamne hamara kam kiya, ab internet kam karega, paise kamne me hamari help karega
Jate he step 3 par.
Aage badhne se pehle me aapko bata du ki, Hum ye saari cheeje aapko khud kar ke de sakte hai. Agar aapko hamari service use karni hai to humeyaha contact kare – Blogging Service. Ye service free nahi hai. Agar aap naye ho blogging me hum aapko consession de sakte hai. Blogging Service Contact Page
Step 3 – Ads se paisa kamaye
Ye sabse important step he isse aapko pata chal jayega kiInternet Se Paise Kaise KamayeSo abhi hum final step par he, sabse main bat me aapko batat hu, hum paisa kamane ke liye Advertisement yane jahirat ka istamal karenge, Internet par bohot si websites he jo Ads deti he, wo hume apne site par dalni hoti he, aur jab koi hamari website dekh raha hota he, use wo Ads bhi dikhti he, is se Ad wale ki popularity badhti he, aur wo hume paise dete he,
Iske liye hume advertiser chahiye jo hume ads dega, www.chitika.com ye aisi site he jo ads provide karti he, waha pe hume apna account banaa he, account banana ke bad ek code milega wo aapko aapke banaye hue website ke post me copy krna he, copy karne ke bad ad aapke website par dikhe lagegi, agar koi us ad pe click krta he to hume dollars me paise milte he, starting me 10 se 12 click je bad 1 dolaar milta he uske bad 7 8 din me 10 click me hume kum se kum 5 dollar milne lagte he.
Jaise he humare 10 dollars complete hote he, hume waha hamara bank ka naam, aur apna naam dena padta he, dhyan rhe ki aapka naam barabar he, check me changes nahi hote badme, isliye thik se jankari bhare.
Subscribe to:
Comments (Atom)